Sab kuch hai mere pas par dil ki dawa nahi,
Door wo mujhse hai par main khafa nhi..!
Maloom hai ab bhi pyar karta hai mujhe,
Wo thora ziddi ha magar bewafa nhi..!!
**
Ae khuda mujhe kisi pr fida na karna,
Agar fida kar diya to qayamat tak juda na karna..
Agar juda bhi kar diya to be-wafa na karna..
Agar be-wafa kar diya to baqi zindagi ata na karna..!!
**
Main tamam koshisho ke bawjood haar gayi,
Wo use mil gaya jisne use maanga hi naahin..
Har ek se poocha tere na milne ka sabab,
Har ek ne kaha woh tere liye bana hi nahi..!!

No comments:
Post a Comment